Attitude shayari in English is a powerful way to express confidence and boldness. When you are a boy or a girl, these shayaris help you showcase your true attitude. Attitude shayari for boys often highlights their fearless spirit and unshakable confidence, while Attitude shayari for girls can empower them to embrace their strength and independence.
If you are looking for something short but impactful, Attitude shayari 2 line is perfect for someone. These lines are more than just words; they represent a mindset of not letting anyone define you.
When you’re looking to share some bold thoughts or want to express your inner power, attitude shayari can capture your feelings in an impactful and real way.

Tera ye aatitude Kuch Paloon ka Mehmaan hai
mera ye attitude bachpan se khandani hai

Badal diye hain maine bhi zindagi ke dastoor,
Ab jo yaad kare, wahi hoga dil ke noor.

Badshah ke shehar mein pata nahi pucha jaata,
Jhuke hue sar hi raaste ka pata de jaate hain.

Hunar nahi humara peeth pe vaar karna,
Jo kehna hota hai, saamne keh dete hain.
Shayari in English Attitude For Everyone

Suljhe rahein to sabke apne hain,
Bigad gaye to kisi ke nahi.

Apni akad apne paas sambhal,
Tujh jaison ko to hum bakshish mein de dete hain.

Agar zindagi mein aasman chhoona hai,
Toh baaz bano, dagabaaz nahi.
king attitude shayari in English

Log humari aadaton se khub waqif hain,
Rutba chhota sahi, magar lajawab hai.

Mere miyaar ka taqaza hai,
Mujh pe bhokne wala bhi Khandani ho.

Tareef ke mohtaj hum kabhi nahi the,
Jo kehna hai, keh de, warna apna raasta le le.
Attitude Shayari in English 2 Line

Ab woh log mujhe galat kahenge,
Jo khud galti se paida hwe hain.

Jungle ke badshah ka rutba kabhi na mila,
Geedron ne lakh baar sheron ki nakal utari.

Kuch log jugnu ki tarah hote hain,
Unki bas apne aap jalti rehti hai.
Attitude Shayari in Roman English

Tum badal kar toh dekho,
Hum kabhi tmhein mu bhi nahi lgaein gay.

Laut ke aane ka takaluf mat karna,
Hum manhoos chehre baar baar nahi dekhte.

Jo chala gaya use kabhi yaad mat kar,
Giri hui cheez ki fariyad mat kar.
Read More: Iloveshayari